English Shayari is a beautiful way to express emotions in simple and touching words. It includes feelings of love, sadness, romance, and attitude that connect directly with the heart.
Shayari in English is easy to read and understand, which makes it popular among people whose first language is not English. Whether it is about true love, heartbreak, or showing your strong personality, English Shayari has the power to express deep emotions in short and meaningful lines.
Best Shayari in English | October 2025
Best Shayari in English is a collection of words that touch the heart and stay in the mind. It combines strong emotions with easy language, so everyone can understand and feel the message. The best Shayari often includes topics like love, friendship, pain, and life lessons.
People love to share this type of 2 line English Shayari on social media, in messages, or with loved ones because it perfectly describes what they feel but cannot say in normal words.

Mohabbat kabhi khaas logon se nahi hoti πΈβ₯
Jinse hoti hai wohi khaas ban jaate hain β₯β¨
Tujh ko paane ki tamanna mein guzari hoti, π
Ek jaan aur bhi hoti to tumhari hoti!! π
Shoq dhadkan ki jawani tum ho,
Ab to saanson ki rawani tum ho β¨π€
Meri khushiyan bhi mohtaaj hain teri maujoodgi ki π€
Aur kya saboot doon tujhe ke kitni mohabbat hai tum se! ππ₯
Nigaah-e-ulfat, mizaaj-e-barham!!
Yeh silsila bhi ajeeb sa hai!!
Hazaar shikwe, hazaar ranjishein…
Woh shakhs phir bhi… qareeb sa hai! πβ₯π«
Unhone poocha tohfa kya chahiye?
Humne kaha, woh mulaqat jo kabhi khatam na ho.
Meri yaadon ki tehreer ho tum,
Meri raaton ki taakhir ho tum.
Kya hua agar mile nahi hum,
Mere khwabon ki taabeer ho tum.
Sab aadatein chhoot sakti hain ππΈ
Ek tumhaare liye, ek tumhaare siwa
Bahut pehle se un qadam ki aahat jaan lete hain πΌπ
Tujhe ae zindagi, hum door se pehchaan lete hain πΌ
Mohabbat chehre nahi dekhti, mohabbat to
Chahat, ehteraam aur paakeeza jazbaat dekhti hai β¨β₯π₯Ήπ«
Mohabbat mohtaaj kahaan husn aur jawani ki π€
Main to umr ke har mod par chahoonga tumhein β₯
Love Shayari in English
Love Shayari in English is the most popular form of Shayari because love is a universal emotion. It speaks about romance, care, loyalty, and the beauty of relationships. Love Shayari makes it easy to express hidden feelings for someone special.
It can be soft and romantic or deep and emotional, depending on the situation. Many people use English Love Shayari to propose, to make someone smile, or to remind their partner of their importance in life.
Hum hi wafadaar the, har dafa wafaa karenge..!!
Ek hai jaan humaari, woh bhi tum par fida karenge..!! π₯
Kahin to likhta hoga woh apne dil ki baatein…
Kahin to be-shumaar lafzon mein mera naam hoga.
Jis ghadi tumse baat hoti hai…!!
Wohi ghadi meri kaaynaat hoti hai…!!
Aaj haal-e-dil sunana tha unhein π₯β€βπ©Ήπ€
Magar unhein dekhne se fursat hi kahaan mili π₯π
Mitaayega mujhe kya koi,
Mohabbat mera sang-e-bunyaad hai β€βπ©Ή
Roo-ba-roo baith ke woh shakhs na jaane mujh se..!!
Apni aankhein churaata hai, kya chhupaata hai?
Main kyun dekhun kisi aur ko π
Jab meri poori duniya tum ho
Khoobsurat to mujhe woh shakhs baad mein laga π
Sabse pehle to mujhe uske kirdaar se mohabbat hui πβ¨
Short Love Shayari in English
Short Love Shayari in English is best for people who want to express love in fewer words. These lines are simple but powerful, making them perfect for status updates, captions, or quick messages. Short Shayari usually contains direct emotions like βI miss you,β βYou are my happiness,β or βMy love is only for you.β These small lines can bring a big smile to someoneβs face because they are easy to remember and share..
Yeh teri mohabbat ki hi inayatein hain hum par,
Ke tere khayaalon mein gum hoke hum apne bhi nahi
Bohat ajeeb hoti hain yeh bandishen mohabbat ki,
Na usne qaid mein rakha, na hum faraar hue β€βπ₯πΎ
Mera haath thaam lo β bas itna kaafi hai!! π
Phir khushi mile ya gham, woh mera naseeb β₯
Hasrat-e-deedaar bhi kya cheez hai sahab,
Woh saamne ho to musalsal dekha bhi nahi jaata
Alag se rakha hai ek phool sab phoolon se,
Woh shakhs aaye to daam chhod doon main π€
Us ek hansi pe hi chalti hai saltanat dil ki,
Woh muskuraaye to saare ghulaam chhod doon main π€
Heart Touching Love Shayari in English
Heart Touching Love Shayari in English goes deeper into emotions. It talks about pure love, sacrifices, and the pain of missing someone. These lines connect with the soul and make the reader feel the depth of true love.
Heart touching Shayari is often about expressing feelings that cannot be explained in normal conversation, such as βI cannot imagine life without youβ or βYou live in my heart forever.β
Mohabbat jeet jaayegi agar tum maan jao to,
Mere dil mein tum hi tum ho agar tum jaan jao to
Sukoon-e-qalb tum ho, sukoon-e-jaan bhi tum ho…!! π
Taajjub hai ke seene mein jahan dil tha, wahan bhi tum ho π
Zara sa bhi nahi dekhenge kisi ko π₯π―
Tujhe paa kar aise khudgarz ho jaayenge hum π€²πβ€
Meri pasand bahut lajawab hoti hai π₯°π₯
Nahi yaqeen to ek baar aaine mein khud ko dekh lo π
Kisi aur ki jagah baaqi hi nahi mujh mein β€
Hum tum se shuru hoke tum par hi khatam π
Romantic Shayari in English
Romantic Shayari in English is full of sweetness and passion. It describes love in a beautiful and dreamy way. Romantic Shayari often includes words about smiles, eyes, moments together, and promises of forever.
These lines are perfect for couples who want to keep romance alive in their relationship. People also use Romantic Shayari to make their partners feel special on birthdays, anniversaries, or any normal day.
Yun shararat bhari nazron se na dekho humko,
Ishq shokhi pe utar aaya to kidhar jaaoge ππ
Bayaan karne ko ek umr lag sakti hai,
Maine aap se itni mohabbat ki hai β€ππ
Usko dekha to laga ke haan, hai koi
Jise poori kaaynaat samjha jaa sakta hai.
Na tum se nazar mili π
Na tumhara deedaar hua β£
Bas dil se dil mila β€
Aur ishq be-shumaar hua π
Yeh jo hum-tum par jaan dete hain β£
Ishq hai jisko hum maan lete hain β£
Ek lao to koi hum jaisa β£
Hum tumko saara jahaan dete hain ππ₯°π€πΉ
Sad Shayari in English
Sad Shayari in English expresses pain, loneliness, and heartbreak. It is written for people who are going through difficult times in love or life. Sad Shayari helps to release heavy emotions and gives comfort to the heart. These lines describe feelings of loss, betrayal, or missing someone. Many people find peace in reading and sharing Sad Shayari because it makes them realize they are not alone in their struggles.
Na bol use bewafa, woh bewafa na tha π₯Ί
Uske chahne waale hi bahut the π₯Ί Kis kis se wafaa karta ππ
Beqadri kar rahe ho to karne do shauq se,
Mujh jaisa mere baad dhoondhte to rahoge.
Maana ke mere jaane se duniya nahi rukegi,
Lekin log mera zikr to karenge π₯
Ek gham yeh ke bichhad gaye tum se π₯Ί
Aur phir yeh azaab alag ke tere bina bhi zinda hoon π
Meri khamoshi se tum naraaz mat hua karo,
Halaat se haare hue log aksar khamosh rehte hain β€π
Zara sa jhooth hi keh do ke tum bin dil nahi lagta,
Hamara dil behal jaaye to tum phir se mukar jaana…!!!
Hum chahte the aap ki taraf se jawaab ata
Warna mohabbat mein humein koi kami na thi
Bhool jaana aur bhula dena sirf ek waham hai!
Kahaan bhoolte hain woh log jin par chahton ke waar diye hon πΉ
Tujh par mera koi ikhtiyaar nahi, magar haan π«
Zehar lagte hain mujhe tere paas nazar aane waale β€βπ©Ή
Dil se roye magar honton pe muskaan thi,
Ye bhi ek ada thi mohabbat ki jo humare paas thi.
Kya kahun dard kis kadar gehra hai,
Meri har muskurahat ke peeche ek andhera hai.
Emotional Shayari in English
Emotional Shayari in English is not only about sadness but all kinds of strong feelings. It can be about love, friendship, family, or life experiences. These lines touch the heart deeply and make people think about their own emotions. Emotional Shayari often talks about truth, memories, and the value of relationships. It is perfect for people who want to share their feelings but find it hard to speak them directly.
Khwab to saje the pyar ke, lekin taqdeer kuch aur thi,
Uski yaadon ke siwa mere paas kya chor thi.
Mohabbat usse thi jo mil nahi saki,
Aur dard usi ka naam hai jo sil nahi saki.
Waqt ke saath sab kuch bhool jaate hain,
Bas kuch zakham hamesha taza rah jaate hain.
Uski yaadon mein khud ko bhool chuka hoon,
Zinda hoon lekin jee chuka hoon.
Chaha usse jo kabhi mera na hua,
Har lamha usi ka intezaar raha.
Zindagi se toh kab ka bharosa uth chuka hai,
Ab toh aansuon se bhi dosti ho chuki hai.
Kya mila tujhe dil tod ke,
Ab toh muskaan bhi bewajah lagti hai.
Attitude Shayari in English
Attitude Shayari in English is bold, confident, and full of self-respect. It is used to show personality, strength, and independence. These lines are not about rudeness but about being strong in life and not allowing anyone to bring you down. Attitude Shayari is popular among youth who want to share their style, confidence, and positive mindset. It often includes lines like I am not perfect but I am realβ or βMy silence is more powerful than words.
Jis din apun serious ho gaya,
us din sabka game over ho jayega! ππ₯
Mere baare mein jitna kam jaane,
utna hi behtar haiβ¦
kyunki samajhne mein logon ki zindagi nikal jaati hai! π
Style mera alag hai,
Aukat mein rehna tera kaam hai! π₯π€
Main har kisi ko acha lagun,
yeh zaruri toh nahi,
kuch logon ka taste bhi kharab hota hai! π
Asliyat dikhane ka waqt aagaya hai,
ab smile nahi β direct jawab milega! β‘π€
Baatein unhi ki hoti hain jinke paas kuch hota hai,
warna hum jaise log toh khamoshi se hi game palat dete hain! πΎ
Tere jaise hazaron aaye aur chale gaye,
main wahi hoon β level wahi hai, standard badal gaya! ππ―
Logon ne kaha attitude problem hai mujhme,
mujhe laga sabki soch chhoti hai mere vision ke samne! π§ π₯
Main khud ki misaal hoon,
dusron se compare karne wale log mere fan ban jaate hain! ππ€